AC Repair & Service in Rohini, Delhi
Split aur window AC ki service, gas filling, cooling ki problem, leakage aur installation. 24 ghante khula, hamari shop Pratap Vihar, Rohini Sector 22 me hai.
Ye problems theek karte hain
- AC thanda nahi kar raha
- Indoor unit se paani tapak raha hai
- Badboo ya awaaz aa rahi hai
- Garmi se pehle service karwani hai
Visit me kya-kya hota hai
- Jet service aur coil cleaning
- Gas pressure check aur gas filling
- PCB, capacitor aur fan motor repair
- Installation aur uninstallation
Sirf 4 steps. Koi bhaag-daud nahi.
Message ya call
WhatsApp pe naam, area aur problem bhejiye, ya call kijiye. Hum 24 ghante khule hain.
Time chuniye
Aapke hisaab se visit ka time usi chat pe confirm ho jaata hai.
Ghar pe checking
Technician appliance check karke pehle problem aur kharcha batata hai.
Theek aur tested
Aapke OK ke baad hi repair. RO me pehle aur baad TDS test hota hai.
AC Repair & Service: sawaal-jawaab
Split aur window dono AC ka kaam karte ho?
Haan, dono, saare common brands ke.
Gas filling karte ho?
Haan, pehle leakage check karke.
Naya AC install karoge?
Haan, naye ghar me AC shift karna ho to wo bhi.
Doosri services
RO Repair
Paani nahi aa raha, flow slow hai, taste kharab hai, leakage ya awaaz aa rahi hai? Har RO water purifier ka problem dhundh ke theek karte hain.
Details dekheinRO Service & Filter Change
Regular RO service, filter aur membrane change, aur TDS check, taaki paani hamesha safe rahe.
Details dekheinRO Installation
Naya RO lagwana ho, ghar shift karna ho ya dobara fitting karni ho, saaf aur bina leakage ke kaam.
Details dekheinRO AMC
Ghar, dukaan aur office ke liye saal bhar ka maintenance plan. Technician ke peeche bhaagne ki zaroorat nahi.
Details dekheinRO kaam nahi kar raha?
Abhi message kijiye. Hum 24 ghante khule hain aur WhatsApp pe jawab dete hain.